Posts

How Much Do I Earn?? || Do I Have Multiple Works?? || Main Karta Kya Hu??

Image
Hello Everyone  Mera naam hai Hitesh Goswami or main aap sabka swagat karta hu lifeofh4help blog mein Ji main janta hu muhje regular blogs likhne chaiye but kya karu mere pass bhot saare kaam hai or i know aapka sawal bhi yehi hoga ki main aakhir karta kya hu JOB??  Toh maaf karna aap galat ho main actual main ek business karta hu bhot se log isse freelancing bhi khete hai but hame kya hame toh paiso se matlab hai  Toh meri business ke baare main baat karne se phele muhje aapko mere baare main batana hai ki mene job kyu nahi ki or Kyu?? Toh Mainly Two Reasons hai 1・ Rajasthani Hu 2  ・Mera Mindset Main Rajasthani Hu Aap soch rahe hoge ismae kya galat hai toh jankari ke liye bata du ki rajasthani hamesha 1-2 saal job karte hai fhir vo business per aajati hai experience leker, Mene bhi bhot try kia tha har jagha interview deker job karne ki khosish ki thi but sabne reject kardia tha or galti meri bhi thi mene apne resume main apna youtube channel ka name bhi mention kar...

RAPE CASES KO ROKHNA HOGA!! HAR RAPIST KO DHOKNA HOGA!!

Image
  RAPE CASES KO ROKHNA HOGA!! HAR RAPIST KO DHOKNA HOGA!!  Hello Guys Mene phele ek ganna likhne ki khosish ki thi lekin vo ganna complete nhi hua and saath hi vo gaana gayab hogaya jo sayad ek normal si baat hai kyuki hamare desh mae evidence and proof bhi aise hi gayab hojate hai Halaki muhje kuch line yaad hai jo mae aapko abhi batata hu Rape case ko rokhna hai  har rapist log ko dhokna hai jab tak khanon strong nhi hai tab tak kuch nhi hona hai... Ye mene likha tha sirf starting line hai full song gayab hogaya save tha fhir bhi. Muhje Ye Nhi Batana Hai Muhje ye batatna hai ki hamare desh mae log life ko simple jithe hai vo acha hai sab ek saath rete hai vo bhi acha hai lekin ek baat kharab hai ki log action lene se darte hai pata nhi kyu lekin action nhi lete sahi galat chizo ka and aj kal log police se bhi madat nhi lete kyu reason abhi batata hu Seventy-seven rape cases were reported across India on an average every day in 2020, totalling 28,046 such incidents durin...

Result Career Decide Karta Hai?? Ya Talent/Skills ?? || Our Result Decide Our Career Or Our Talent/Skills?? ||

Image
Result Career Decide Karta Hai?? Ya Talent/Skills ?? || Our Result Decide Our Career Or Our Talent/Skills?? || FATIMADEVI ENGLISH HIGH SCHOOL Ye meri school hai. Yaha se meri journey start hui thi and yaha se meri life ki tensions bhi. Logo ko school life mae maja aata hai i know but jaise jaise hum bade hote hai vaise vaise life mae tension aate hai like career ka tension job ka tension favourite college mae admission ka tension sabka tension hai lekin......... yaha mera tension yehi tha ki fail na hojau. 2015 ki baat hai mae 7th std mae tha and mae hogaya hindi subject mae fail tab pheli baar aisa hua tha ki mae fail hua toh muhje mere dad ne pyaar se kaha ki beta next time vapas 1 mae fail mat hona (qki mere fail hone ke baje se mere rajasthan jane ki tickets ko cancel karna phadha tha) fhir aaya 2016 8th std mae tha me and muhje yaad tha ki muhje vapas 1 subject mae fail nhi hona hai........ Toh iss mae 1 nhi 2 subjects mae fail hua science 1 and algerbra mae. fhir kya meri ye dari...

Why I Quit Youtube?? | 1 Week Se Koi Video Kyu Nhi Aai?? | Videos Aage Daaluga Ya Nahi?? | Channel Sold?? |

Image
  Kya mae channel delete karduga??  Bhot se logo ne ye bhi suggest kia hai ki ye channnel sell kardo koi or koi and dusra channel kholo Agar muhje aisa karna hota toh mae H 4 Help Gamer channel chalu hi kyu karta?? Dekho guys ye channel ko bhot time hogaya and isko grow grow karte karte 3 saal nikal gaye but mae demotivate isliye hogaya tha kyuki mene mae kabhi piche nhi hata hu kiski bhi help karne mae..... Lekin kalyug hai log bhulte hai and kitna bhi kuch bhi karo yehi bolege ki tune kya kia??\ Mere akele ke saath nhi hua hai sabke saath hua hai i know..... Mae honestly kahu toh mene instagram bhi isliye quit kia tha because vaha logo ke response the ki yes link bhejo but dekhta tha mae ki yaha logo ke votes hai 50+ hai but views utne nhi.... log sirf batane ke liye yes bhejte the ki mae saath hu but dil se koi saath nhi tha But koi nhi yrr ye toh hota reta hai kyu dekhege log kyuki unko pata hai ki kuch bhi help chaiye toh mae hu meri videos nhi dono jagha same efforts daa...

The Story Of Zomato Delivery Boy | Rights Ka Sahi Use Kon Karraha Hae And Kon Nhi??

Image
 Hello Aj ka blog meri life ya day ke related nhi hae but haa ye blog koi aur life ke related hae jo aap title phadkr samajh gaye hoge. Toh chalo iske baare mae bhi baat karte hae aj....... Rightssssss...........ye kisko nhi diye gaye hae vo batao?? Ladka ho ya Ladki dono ko rights diye gaye hae but iska proper use koi nhi karta... sab apne matlab ke liye use karte hae isko. Ek best example dena chauga aap logo ko, Aap jo log ye blog phadrahe hae vo mera nature and  muhje ache se janta hae right?? And ab mene koi company join kia and ek delivery man hu and mera nature vaisa hi hae jaisa phele tha and sab normal chalraha tha lekin..... har din acha ho aisa toh ho hi nhi sakta.... Ek din mae aise hi normal delivery dene gaya jaise roj jata tha vaise hi bs farak itna tha ki mae late hogaya due to traffic jam and mae diye gaye time pr nhi pouch paya but gaya and honestly bata bhi dia sorry ke saath ki traffic jada tha aj. Lekin yaha samne vale ne muhje bhot daata and mene sunker b...

Mae Commerce Ki Study Karraha Hu Ya Science Ki?? | Future Scope Kya Hae?? | Blank Ya Bright |

Image
 Hello  Aaplogo ka fhirse swagat hae new blog mae Toh aj ka topic hae ki [ Mae Commerce Ki Study Karraha Hu Ya Science Ki?? | Future Scope Kya Hae?? | Blank Ya Bright | ] toh chalo start karte hae. Toh mae phele hi bata du ki commerce vala bandha hu and meri hobby desh bhakti and technologies mae jada hae also social work like dusro ki madat karna bhi muhje acha lagta hae motivate karna etc etc. Toh jate hae school life mae jaha mene first time science field ko join kia 10th mae......... Jaha sab logo ne decide karlia tha ki muhje doctor banna hae, muhje engineer banna hae, muhje businessman banna hae, vaha mae yehi soch raha tha ki ye log itna future ke baare mae kyu sochrahe hae?? Because muhje ye pata tha ki talent hi hame aage leker jayega but mae ye bhul gaya tha ki talent aage leker jayega but hame khosish bhi karni hogi aage bhadne ki tab jaker aage badege. Aur  fhir aaya result but fhir meri halat kharab hogai ki ab karu toh karu kya?? Commerce?? Science?? ya Arts...

Normal Days vs Holidays Which Is Better?? | Helpful Day Or Wasteful Day | Lets See |

Image
Hello Aaplogo ka firse swagat hae mere agle blog mae. Aj ka topic rahega Normal Days vs Holidays Which Is Better?? pura title yaha nhi likhuga because aap vohi dekhker ye blog phadrahe ho. Toh chalo start karte hae  Ye baat hae Holiday ki sunday and monday ki jiss din mae free tha and ghar pr hi tha and time roj ki tarah jarraha tha and roj ki tarah ye time waste horaha tha jaise har weekends ko hota hae. Yaha din toh waste ho hi raha tha also kuch naya sikhne nhi milraha tha [haa mae job karta hu]. Toh sunday ko mene hair cut karvaya and din bhar youtube videos dekhna suru kardia kuch horror toh kuch business related fhir mene socha ki live aau toh thik 8 baje raatko jab mae surprise live aane vala tha tabhi mere ghar kuch  relatives aagaye jiske baje setup lagekr mene hata dia, sayad nasib mae live aana nhi tha. Fhir aaya monday uss din bhi mae ghar pr hi tha toh vo din bhi vaisa hi gaya jaise sunday gaya bs live aaya lekin instagram pr youtube pr nhi. Ab baat karte hae Norm...